BUILDING BLUEPRINT
Next level lyrical insight is a moment away.
Lyrical Analysis of...
indian motivatinal Song
- Tere ko apna banana Written by (rohi___001) motivational rap song
- Teri is baaton me doob gya hu main,
- Baato ko sabki me bhool gya hu main,
- Tere ko apna bnane ke chakkar me londe kitne pel diya hu main,
- Na jaane kitne hi dino ko raato ko jaaga hu teri hi yaadon main baato ko
- sochta hi rehta hu teri me pagal sa kar diya teri awaaz ne, (wooo..)
- Dekhi mene kaafi saari ladkiya lekin nhi mili kisi Mai bhi mujhe teri Jesi vo adaa,
- baatein to mene bhi hai Kari kayyo se, lekin nahi mili mujhe teri Jesi khoobiya,
- Khoobiya, Khoobiyon ka kuch nahi ghanta, lekin Teri baaton se sukoon mujhe subha shaam milta
- Milta Aaram bhi hai milta,
- Milta har koi mujhe meri manzil ke raste main pooche mujhe kitna kuch hai kiya tune pyaar ke vaaste me raste Mai saans liya thoda thoda yaad ai mujhe teri jaldi se bhaga aya Ghar tere Doda doda thoda thoda Pani Piya bola tune mujhe apni pyaari si dheemi awaaz me bolo ab kya hua. (Kya hua...)
- Kya hua
- kya hua
- kya hua
- kya hua
- kya hua
- kya hua
- Main Bola tujhe apna bnana hai (apna bnana hai )
- Sapno ko sach kar dikhana hai (sach kar dikhana hai )
- mujhe mera har khwaab sach kar dikhana hai
- jisko bhi nahi malun usko bhi batana hai (usko batana hai )
- Usko batana hai
- Usko batana hai
- Har pal, tera saath mujhe kitna success bnata hai
- Jisko bhi nahi hai malum, usko batana hai
- Usko batana hai
- Usko batana hai
- Ha usko batana hai
- Khwaab tha jo kal ko aaj use asli bnana hai
- Ghar valo se bhi kabhi to tujhe bhi Milana hai
- Teri ek baat thi jo usko bhi sabko batana hai
- Usko batana hai
- Jisko bhi nahi malum usko batana hai
- Sabko batana hai
- (Sab ko bataunga mai har ek ko..... )
- šµšµšµ
- To Sun
- Usne mujhe bola tha logo ka kaam hai tumko girana or tumhara kaam hai uthkar tum khade ho jana fir aage badh Jana jo ruke tum vahi par to fir tum vapis hi ghar chale jana,
- tum Ghar chale janana mere pass na kabhi tum Laut ke ana na milne ki koshish na message bhi karna, tum akele pan ke sath kamre mai rehna or rote hi rehna or kosoge khud ko tum ku mene maani thi haar us waqt pe jis waqt pe ha mujhe tha khud pe ha Bharosa poora.
- Bharosa tha poora
- šµšµšµšµ......
- Jeena mene seekha tha gir ke,
- Utha hamesh sambhal ke
- Haar nahi maani kabhi bhi, ku ki tu thi mere sath har us waqt pe ,
- Us waqt pe jis waqt pe tha dekha mene logo ko badalte
- Door jo khade hai aaj, kl mere bagal the,
- Ha
- Tu mili us waqt pe, Jiss waqt pe tha chod diya sab ne mera saath,
- Mai ho gya tha akela or bohot udaas,
- Tune tha mujhko sambhala or mujhko na hone na diya, akela pan ka kabhi bhi mehsoos,
- Main hua tha choor,
- Us Khuda ki bakshish se chehre pe tere hai Noor,
- Tu bani mera sahara or baaki rahe mujhse door,
- tabhi main ban paya teri vajah se itna famous,
- jante hai sab mujhe du tujhe iska main cradit.
- (Itna yaad rakhna public ki jo tumhe kamiyaab bna rha h ya jiske vajah se tum kamiyaab bn rhe ho use kabhi bhi bhoolna mat Or kabhi ghamand mt karna ki tum to bohot famous ho aaj jo tum ho vo kisi insaan ki vajah se ho...)
What is a Blueprint?
A blueprint is like a report card for your lyrics. It contains a lyrical breakdown and analysis of all the words, syllables, and rhymes in your song.
Learn More >