Lakshya
• Written by saurabh_jain
Lakshya ek nahi anek hai ,
Raha mei dasenge kai snake hai ,
Magar chalte rehna tujhe without break hai ,
Aas pass kuch log bhi fake hai ,
Lekin jo thana woh pana hi tera take hai ,
Izzat at stake hai ,
Ab peeche naa hatna for God sake hai ,
Jo lagte tujhe sweet as cake hai ,
Peet peeche woh gadte prek hai ,
In sabse bachke karna tujha tera kingdom make hai ,
Kuch jo mante tujhe kamjor unki mistake hai ,
Reh jayenge woh dang apni kala se jab tu karega history create hai ,
Dhun mei hu sawar yaad nahi ab koi date hai ,
Kalam hi mera param mate hai ,
Kala ko kagaj pe utarna hi mera fate hai ,
Iswar mei mujhe faith hai ,
Dunga apna best god pe chhoda rest hai ,
Give up nahi marna jab tak death hai ,
Ata nahi copy paste hai ,
Different mera taste hai ,
Farak nahi padta agar kare koi hate hai ,
Mere liye mera Lakshya hi sarvasreshta hai .
Feedback & Comments
About the Artist
saurabh_jain
Member since January 22 2021