BUILDING BLUEPRINT

Next level lyrical insight is a moment away.

Lyrical Analysis of...

Untitled Song

  1. Shahar ke har kone mein andhera cha gaya,
  2. K Electric ka nizam fir se dhoka de gaya۔
  3.  
  4. Bijli ke vaade jese koi unky mou per pady,
  5. Awam ka sabr har dafa pighalta gaya۔
  6.  
  7. Kabhi taar cut gayi, kabhi transformer jal gaya,
  8. Aur bill ka bojh har ghar pe bharta gaya۔
  9.  
  10. Awaz uthai toh bas mili khamoshi,
  11. Shikayat ka har darwaza bhi band ho gaya۔
  12.  
  13. Roshani key sheher ka bera gharak ho gya
  14. Unke fareb ka rang bhi ghera hota gaya۔
  15.  
  16. Bas paison ka khail hai, service ka naam nahi،
  17. In logon ke liye sharam ka koi kaam nahi.
  18.  
  19. K Electric ke saaye mein bas zulm hi zulm ham,
  20. Awam ke jazbaat ka unhein ghanta ghum hai.
LYRICAL GRADE

RHYME DENSITY

0

RHYME LENGTH

1 syllable
2 syllables
3 syllables
4 syllables
5+ syllables
Word Cloud

What is a Blueprint?

A blueprint is like a report card for your lyrics. It contains a lyrical breakdown and analysis of all the words, syllables, and rhymes in your song.

Learn More >

Cookin' something up, just wait a sec...